Thursday, April 15, 2010

Jiya dhadak dhadak....



tujhe dekh dekh sona ....tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai

jiya dhadak dhadak jaayen

kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa
kehna kabhi to mera maan haai

lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe

mere sapno mein aake apna mujhko banake
mujhpe tu kar ehsaan haai

jiya dhadak dhadak jaayen